Hum Wafa Kar Gaye Aur Bhulaya Nahi, Beautiful Ghazal By Miss Fozia Qureshi
Hum
Wafa Kar Gaye Aur Bhulaya Nahi, Beautiful Ghazal By Miss Fozia Qureshi
ہم وفا کر گئے
اور بهلا یا نہیں
ہم وفا کر گئے اور بهلا یا نہیں
اعتبار اس قدر تها کہ پا یا نہیں
سوچتی
ہوں کہیں کچھ کمی رہ گئی
اُس
نے عہدِ وفا ہی نبهایا نہیں
آگ
آنگن میں ایسی لگی تهی عجب
اپنا
آنچل بهی اُس سے بچا یا نہیں
ہم
نے چاہا رہے دوستی کا بهرم
چاہ
کر بهی اسے کچھ بتا یا نہیں
زرد
پتوں کی مانند بکهرے تهے ہم
موسمِ
گل کو لیکن بُهلا یا نہیں
-------------------------------------------------------------
Hum Wafa Kar Gaye Aur Bhulaya
Nahi By Miss Fozia Qureshi Sahiba
Aitbaar
Iss Qadar Tha Keh Paya Nahi
Sochti
Hon Keh Kaheen Kuch Kami Reh Gayi
Us Ne
Ahed E Wafa Hee Nibhaya Nahi
Aag
Aangan Men Aisi Lagi Thi Ajabb
Apna
Aanchal Bhi Us Se Bachaya Nahi
Hum Ne
Chaha Rahe Dosti Ka Bharam
Chaah
Kar Bhi Use Kuch Bataya Nahi
Zard
Patton Ki Manind Bikhre The Hum
Maosam E
Gull Ko Lekin Bhulaya Nahi
Ghazal By Fozia
Qureshi Sahiba
Click Here to
Read More About Fozia Qureshi Sahiba
Click Here to Read More About Urdu Poetry
Comments
Post a Comment